Tuesday, April 17, 2007

ki hui tatti par paani fir gaya

kal raat ko to hadh hi ho gayi. Itni mehnat se jo main kaam kiya thha google ne aakar kar di uspar tatti aur jab maine unse poocha " aye bhai, tune tatti kyun ki?" wo bole saale tati to tune kar rakhi thhi tune apni site par aur flush bhi nahin chalaaya thha, badboo aa rahi thhi, makhhiyaan ikatthi ho rahi thhi, aur saalo ne fer diya meri saari tatti par paani.

Wo bol rahe hain ki wo meri site par ab aur tatti nahin karenge. To maine bhi bol diya ki sirf tum log nahin hi jinko tatti aati hai, yahoo aur adbrite jaise log bhi tatti karte hain aur roz karte hain. Bas ab meri site par unmein se hi koi tatti karega, pehle main zara apni us site se google ki tatti ka naam nishaan mita deta hoon

1 comment:

pratyush said...

Bhai tu agar padh raha hai toh yaad rakh. College ki yaad dila di.